Wednesday, January 26, 2011

Viswas

Ho n jo viswas hamare ,
to fir firte mare mare,
Maa kyon hamko paida karti,
Baap sahara deta ghar me,
Kaun pujta pathar yun hi,
rakhta kyon mandir se man me,
Beti pihar me he rahti,
Anjane pr kyon mar mitati,
Nayi gala kaat le jata,
Door desh hm kyon kr jate,
Koi n apna hota,
Pardeshi se aao sikhen ,
sb apna kr leta,
Jaise Suraj Chanda dekho ,
sath hamare chalte,
Kya lete vo hmse bhai,
Jo ki teri meri khatir ,
Diva Raat bs jalte,
Thoda hai viswas unhe ki.
ham kuchh rachne aaye,
Jo rach de vo Puja jata ,
Mahakaal ho chahe..
Kaid phool me rah bhi bhaunra..
Ud ud usi neer ja sota.
Itna sara ann dhara me kya kisan ye bota??
Pichhli baar pada tha sookha.pathar pani.
Roya soya tha vo bhukha..
Kitni baar ye ghayal Pagal,
bota le kuchh aas ,
Duniya me jhanda vo gaade ..
JO rakhta viswassssssssssssssss....
sukumar shukla "Bharamar"

No comments: